In an Extra Masala clip, Rahul Vaidya and Rakhi Sawant are seen having a conversation in the bedroom area, where the former says, “Tumhe pata hai Rakhi, mene humesha khud jeetne ki sochi hai, dusro ko harane ki nai, main ye nai socha ki kon jyada hit ganna de raha hai, kon jyada popular hai main bass apne best deta hoon. Jarrori nai hai ki appki halat humesha sahe ho. Woh task mein appko pata hai mene Rubina ka drum kyu nai phek ne dia? Kyuki main tab bhi apne jeet ke bare main soch raha tha naa ki kisko harane ke bare main.”
However, Rakhi indirectly taunts him and says, “Haa, yahan pal pal cheeze badalti hai, yahan mind thodi stable hai, tu wahe hai naa wo mujhe bol raha tha captain bana, aur bol raha tha iska phek, uska phek ballon wale task main? Wow! BB ne bola hai lado apne lia stand lo.” Hearing this, Rahul tells her to not consider the tasks.